Judaiyon ka aazab sehta raha hon main

Judaiyon ka aazab sehta raha hon main
Pyar ki duhaiyan use deta raha hon main

jis tarah koi Aaina toot kar bikhara hota hai
Kuch usi tarah toot kar bikhr raha hon main

Yaad karta hon use har pal har saans se phele
Aur us se ye keh raha hon tujhe bhol raha hon main

Duawaein ki thi barso jis k pane k liye
Uski yaad mein tanha beht kar aashq pee raha hon Main

Tum kia samjho gay meri bebasi ko ae duniya Walo

Kisi se kia tha Wada is liye jee raha hon main

Post a Comment

0 Comments