Wo mera tha ye batana ajeb lagta hai

Wo mera tha ye batana ajeb lagta hai
Ab us se aankh milana ajeb lagta hai

Jo zindagi mein hamara kabhi bhi ho na saka
Ab uska khawab mein aana ajeb lagta hai

Bare khalus se dawat to us ne beheji hai
Par uski bazam mein jana ajeb lagta hai

Tha jis ka hath kabhi hamare hath mein

Ab us se hath milana ajeb lagta hai

Post a Comment

0 Comments