Kitna ikhtiyar tha usko apni chahat pe

Kitna ikhtiyar tha usko apni chahat pe
Mohsin
Is liye jab chaha yaad kiya jab chaha bhula diya

janta tha wo mujko behlane k har andaz
faraz
Is liye jab chaha hansa diya jab chaha rula diya

Rakhta to tha wo mera bohut hi kheyal
Wasi
Is liye jab chaha khafa kiya jab chaha mana liya

Lagta to tha usko hai mujse bohut hi piyar
SaGaR

Is liy jab chaha apna bana liya jab chaha daman chura liya

Post a Comment

0 Comments