Main he wafa nibha na saka.

Main he wafa nibha na saka.

Tujhe chaha mger bata na saka

Teri judai main subho sham roya bohat.

Haan mgr tere samane ansoo baha na saka

Tujhe chaha main ne sari duniya se ziyada.

Haan mger teri dehliz pe sar juka na saka

Uper wale ne likh di thi judai.

Judai ki lakir hath se mita na saka,

Tere baad bohat aai khushiyan magr

Kisi b khushi par muskura na saka.

Eik he baat rulati ha subho sham.

Jis ko chaha us ko pa na saka...

Post a Comment

0 Comments