Ändheri rat main chirag jlana bhol jatey ho

Ändheri rat main chirag jlana bhol jatey ho

HumÄri yad aati hai batana bhol jatey ho

tumhari ek yehi adat pareshan rakhti hai

nazar main aa to jatey ho samany bhol jatey ho

tumhary hath main aksar phol dykha hai

hamari rah main aksar bichana bhol jatey ho

tumhen to lot jany ke liye betab dekha hai

magar jab lot jatey ho to aana bhol jatey ho

suna hai tum hatheli per hamara nam likhty ho

magar jab hum say miltey ho dikhana bhol jatey ho

Post a Comment

0 Comments