Shola tha jal-bujha hun havayen mujhe na do.

Shola tha jal-bujha hun havayen mujhe na do.

main kab ka ja chuka hun sadayen mujhe na do.

jo zeher pi chuka hun tumhin ne mujhe diya.

ab tum to zindagi ki duayen mujhe na do.

Aisa kaheen na ho k palatakar na aa sakun.

har bar dur ja k sadayen mujhe na do.

kab mujh ko aiteraf-e-muhabbat na tha 'faraz'

kab main ne ye kaha tha sazayen mujhe na do.

Post a Comment

0 Comments