Wo jo Rehta tha is dil mein kabi "apnon"ki tarah,

Wo jo Rehta tha is dil mein kabi "apnon"ki tarah,

Aisa bhola k milta hy ab "sapnon"ki tarah,

Pal pal karta tha jo sath"nibhane"ki batain,

Chorr gaya hm ko purani "rasmon"ki tarah,

Ruswa huay "zamany"mein to ye jana,

Us k waady b thy jhooty us ki "qasmon"ki tarah".

Post a Comment

0 Comments