Har baar ki tarha is bar b EiD Tujh pe Qurban kar jaon ga.

Har baar ki tarha is bar b EiD Tujh pe Qurban kar jaon ga.

Main ye EiD b Teri Rakhwali me guzarun ga.

Hathon me Raifal Seeney pe Golian sajaun ga

Ay Watan Main ye EiD b Teri Sarhadon pe manau ga.

Apni Khushiyan Gham Apne Tere Sath hi manau ga.

Ay Watan katt jae sar tan se par Teri Qassam Tujhe bachaun ga.

Main ye EID b Teri Sarhadon pe manaun ga.

SALAM PAK FORCE.

Post a Comment

0 Comments