Jitna bhi us ko sochun

Jitna bhi us ko sochun
,,
utna hi door paon
,,
Jitna b us ko chahun
,,
khud he bikhrti jaon
,,
Main aam C musafir
,,
be-aas, be-sahara
,,
Wo door basny wala
,,
aik aasmaan ka Tara
,,
Main rait sy ulajhti
,,
sehraon ki hawa hun
,,
Wo sahilon py chalta
,,
baad-e-saba ka jhonka
,,
Haan farq to boht hai
,,
pr baat ye faqat hai
,,
Main laakh toot jaon
,,
khud he sy rooth jaon
,,
Pr ye na ho ga mujh sy
,,
k
,,
MAIN US KO BHOOL JAON.

Post a Comment

0 Comments