Meri sochon ka koi kinara na tha,,

Meri sochon ka koi kinara na tha,,

...."Jise hum ne chaha wo kabhi humara na tha,,

...."Main uski mohabbat main youn toot kar bikhra k,,

...."Dosra koi mujhe samjane wala na tha,,

..."Wo shakhs mujhe zakham pe zakham data raha,,

..."Dil ne bhi uske siwa kisi or ko pukara na tha,,

...."Ab iss jeene se moot hi behtar hai ""saqi""

..."Uski mohabbat main haar kar jeena mujhe gawara na tha,,,,

Post a Comment

0 Comments