ishq ki intiha kya hai.?

Kisi ne Allama Iqbal se pocha
"aqal ki intiha kya hy.?"
jawab mila:
"Hairat"
phir pocha gaya:
hairat ki intaha?
Jawab mila
"ishq"
"ishq ki intiha kya hy?"
farmaya: "Ishq la intiha hy, es ki koi intiha nahi"
Sawal karne wale ne kaha: "magar aap ne likha hy,
'Tere ishq ki intiha chahta hon''
aap ne muskura kr kaha: "dosray misray me apni ghalti ka aitraaf b kya hy k
"Meri saadgi dekh kya chahta hon"

Post a Comment

0 Comments