Phir koi chot muhabbat ki ubhar aayi hai

Vo bhi kya din the humein dil mein bithaya tha kabhi.

Aur hans-hans ke gale tumne lagaya tha kabhi.

Khel hi khel mein kyun jaan pe ban aayi hai.

Phir koi chot muhabbat ki ubhar aayi hai.

Dil ne phir yaad kiya. Kya batayein tumhe.

hum shamma ki qismat kya hai Gham mein jalne ke siwa.
aur muhabbat kya hai Ye vo gulshan hai ke jisme na bahaar aayi hai..

Phir koi chot muhabbat ki ubhar aayi hai.

Hum vo parwane hain jo shamma ka gham bharte hain.

Husn ki yaad mein khamosh jala karte hain..

Aah bhi nikle to ye pyaar ki ruswayi hai .

Phir koi chot muhabbat ki ubhar aayi hai

Post a Comment

0 Comments