Wo Pani Ki Lehron Pe Kya Likh Raha Tha..

Wo Pani Ki Lehron Pe Kya Likh Raha Tha..

Khuda Jane Hurf-e-Dua Likh Raha Tha..

Likhe The Jisne Wafa Ke Maane Aadhure..

Woh Shakhs Pyar Ki Inteha Likh Raha Tha..

Zara Uski Aankh Se Aanso Na Nikle..

Woh Shakhs Jab Zindagi Ko Saza Likh Raha Tha.

Mohabbat Mein Nafrat Mili Thi Usse Bhi..

Woh Har Shakhs Ko Bewafa Likh Raha Tha.

Post a Comment

0 Comments