Teri aaghosh main sar rakh k jo sojaon kabhi,,,

Teri aaghosh main sar rakh k jo sojaon kabhi,

Kachi neendon main mujhy chhu k uthana na kabhi,,,

Khuwab mein holy se muska k jo karwat badlon,,,

Apny khuwabon k talasim sy jagana na kabhi,,,

Tere dil main jo kisi or ki chahat ubhre,,,

Bhool kar bhi mujhe ye baat batana na kabhi,,,

Ye nahi kehti k her lamha mujhy yaad rakho,,,

Per hamaisha k liye mujh ko bhulna na kabhi

Post a Comment

0 Comments