Woh dushman-e-jaan, jaan se pyara bhi kabhi tha

Woh dushman-e-jaan, jaan se pyara bhi kabhi tha

Ab kis sy Kahen koi Hamara Bhi Kabhi tha

Utra hai Rag-O-pay Mein to DiL Katt Sa Gya Hai

Yeh Zehar Judai Ka Gawara bhi Kabhi Tha

Har Dost Jahan Abr-e-Gurezan Ki Tarah hai

Yeh Shehar Kabhi SHEHAR HUMARA BHi KABHi THA

TiTLi KE TA'AQUB MEiN KOi PHOOL SA BACHA

AiSA Hi KOi KHAWAB HUMARA BHi KABHi THA

AB AGLAY ZAMANAY KE MiLE'N LOG TO POOCHE'N

JO HAAL HUMARA HAi, TUMHARA BHi KABHi THA

HAR BAZM MEiN HUM NE USAY AFSURDA Hi DEKHA

KEHTAY HAiN FARAZ ANJUMAN AARA'A BHi KABHi THA . . . !!

Post a Comment

0 Comments