Jo meri ankh mein rhta tha KAJAL ki trha,

Jo meri ankh mein rhta tha KAJAL ki trha,

Aj KAJAL jo lgaya to boht yaad aya,

Ahat hui to samjhe k ho gai murad puri,

Darwaza khola" usko na paya to bohat yaad aya,

Har waqt rehta tha dil me darkan ban k,

Aj pani ban k ankon me aya to bohat yaad aya,

Sar_e_sham se muntzer the uski surat ko nigahen,

Wo raat gaye tak na aya to bohat yaad aya,

Aj barson bad roty roty meri ankh lag gai,

Tere khawab ne achanak jo jgaya to bohat yaad aya..!

Post a Comment

2 Comments