Nazar me Utr jate hain GhuLaB Aahista"Aahista,

Nazar me Utr jate hain GhuLaB Aahista"Aahista,

Mohabat ho Rahi hy Be-Hijab Aahista"Aahista,

Suna ha wo Kitabon me Hamara Naam Likhte hain,

Tabhi to wo Bhi Pharte hain kitaaB Aahista"Aahista,

Nazron se jo kehte ho kabhi to zuban par Laao,

Ye Bechainiyan Bhrti ja rahi hain Aahista"Aahista

Dilon mein doriyaan hon to Mohabbat or Bharti he

Samjh Aaega Unko Ye HisaaB Aahista"Aahista....

Post a Comment

0 Comments