ULjhe Huwe HaaLat Ka Shikwa Na Kiya Kar
Khairaat Mein Khushiyon Ki Tamanna Na Kiya Kar
So Baar Kaha Itni Mohabbat Nahi Achi
So Baar Kaha Itna Bharosa Na Kiya Kar
HaLaat TujhKo MujhSe Na MiLne Kabhi
Dein Gay
AYE! Mehbub Mere Meri Tamanna Na Kiya Kar
Kya Jaane Ye Kis Morh Pey
Ley Jaye Zamana
Tu Mujh Ko Kisi PaL Bhi ALehda Na Kiya Kar
Mumkin Hai Kisi Roz mar Jaon Achanak
Tu Mujh Se Pyar Itna Ziyada Kiya Kar......
0 Comments