Wo ik shaks jo hamein zindgi se payara hai
Baghair us k veraan ye jahan Sara hai
Wo nahi janta k uski zaat...Kya hai
Wohi to hai jo Mohabt ka ik sitara hai
Nahi milta to dil ki halat ajeeb hoti hai
K is mai mera nahi dil ka kasoor sara hai
Wo apni sab baton ko chup chup k byan karta hai
Yehi to ada hai jis ne hmein mara hy
Wo kya tha?
Kya hai?
Kya ho ga?
Kya khabar?
Yehi pata hy k wo jaisa bi hy,
"Bus Hamara Hai"
0 Comments