Yahan khamosh Nazron ka Nazara kon banta Hai...

Yahan khamosh Nazron ka Nazara kon banta Hai...

Boht gehre samandar ka kiNara kon banta hai.... !i

Chalo Hum dekhte hain ab khud ko barbad kar k bhi...

Humari barbadiyon mein b humara kon banta Hai.... !i

Koi shesha agar totte t0 wapis jur Nhi sakta...

Muhabbat mein fanna ho kr dobara kon bnta Hai.... !i

Chalo phr Azma lo tum sbhi apne parayon ko.

Tumhare dard mein dekhen tmhara kon bnta hy. , ,

Post a Comment

0 Comments