Yahan pal pal jalna parta hai.

Yahan pal pal jalna parta hai.

Har rang mein dhalna parta hai.

Har mor pe thokar lagti hai.

Har haal mein chalna parta hai.

Har dil ko samajhne k liye khud se larna parta hai.

Kabhi kabhi khud ko khona parta hai.

Kabhi chup chup k rona parta h

Kabhi neend na aaye phoolon pe, kabhi kanton pe sona parta h

Kabhi mar k jeena parta h

Kabhi je k marna parta h

Kabhi to khushian loat k ayen gi

Is aas pe jeena parta hai.

Post a Comment

0 Comments