Ek shaks ki chahat ka armaan raha aksar
Jo jan kar bhi sab kuch
anjan raha aksar
Ye pyar muhabat ka hai khel khuda jany kaisa
K jis ne wafa ki us ko NuQsan raha aksar
Aata hai wo nendon me rehta hai wo khwabon me
Ek yahi to us ka mujh pe Ehsan raha aksar. . .
0 Comments