Khuwab Posh Aankhon mein Aansoon ka bhar jana..

Khuwab Posh Aankhon mein Aansoon ka bhar jana..

Hasraton k sahil pay Titliyon ka mar jana..

Habs ki hawaon mein khushboon ka dar jana..

Dil k Garm sehra mein hashar he bapa hona..

Dard la dawa hona..
Kia bohat zroori tha..???
Tera Mujh say Juda hona.

Post a Comment

0 Comments