Meri aankho mai utra aao Inhe samundar kr do.

Meri aankho mai utra aao
Inhe samundar kr do.

Kuch dair hi sahi muhabat
ki nazar kr do.

Tot k milo k armaan na
reh jay koi.

Yun muhabat k her lamhe
ko amar kr do.

Ham pay na aay koi
qayamat sa waqat.

Apne khawabo ko meri
aankho ki nazar kr do.

Duniya ki talab nhi mgr ya
hasrat hai hamari.

Apne bahon mai lo dunia
se bekhbr kr do

Post a Comment

0 Comments