Shaamat meri dil unn k0 dikhaaya nikaal Kar...

Shaamat meri dil unn k0 dikhaaya nikaal Kar...

Chaltay h0way woh jaib main chupkay say daal kar...



Marg e raqeeb ka na ziyaada Malaal kar...

Tera kidhar khayaal ha?? Apna khayaal kar..



Ulfat ki hum balaa main phansay daikh bhaal Kar...

Dil k0 ghazab main daal diya Aankh daal Kar...



Mujh k0 diya hai garcha lubb e yaar nay jawaab...

Aankhen ye keh rahi hain d0baara Sawaal kar...



Liya k0i uss kanaaye k0 pehhaanta nahin...

Daitay h0 gaaliyaa'n Mujhe ghairon pay Daal Kar...



Unn sung'Dil button k0 Na Aay Daagh!! K0i Raham Aaye...

Rakh dy j0 k0i Apna kalaija Nikaal Kar..!!

Post a Comment

0 Comments