Wo Jo Meri Ankh Main Rehta Tha Kajal Ki Tarha

Wo Jo Meri Ankh Main
Rehta Tha Kajal Ki Tarha
Aj Kajal Jo Lagaya To Buhat
Yaad Aya

Jis Ke Ane Se Sajati Thi
Dar-O-Bam Kabi
Aaj Ghar Jo Sajaya To
Buhat Yaad Aya

Kabhi Sajata Tha Phool
Meri Zulfon Main
Aaj Apne Hatoon Se Sajaya
To Buhat Yaad Aya

Har Eid Par Mitla Tha Us
Ka Pyar Bhara Khat
Aaj Use Khat Jo Likha To
Buhat Yaad Aya

Post a Comment

0 Comments