Alwida keh kar usey takta raha mein der tak,

Alwida keh kar usey takta raha mein der tak,

Aatish-e-khamosh me jalta raha mein der tak,



Shehr ki veeraan galyon me akela raat bhar,

Ik musaafir ki tarha phirta raha mein der tak,



Aasmaan par ek adhoora chand or bikhrey taarey,

Intezaar-e-subha me ginta raha mein der tak,



Sochta hon kis liy bujhta cha Men Lagi Aag Bujhanay Se Raha Main.



Jo Zakhm Rafiqo'n K Rawaiyon Se Lagay Hen,

Wo Zakhm Kisi Ko Bhe Dikhanay Se Raha Main.



Darya Hoon To Darya He Usay Paish Karoon ga,

Pyasay Ko Samandar To Pilanay Se raha main. . . .!

Post a Comment

0 Comments