Khalqat-e-khuda ab rone ko hy.

Khalqat-e-khuda ab rone ko hy.
Mah-e-Ramzan bhi juda hone ko hy.
Socho zara kia paya hum ne.

Kia apne RAB ko manaya hum ne?
Kia jane ab naseeb mai yeh maah hò na ho.

US ki rehmat ka kia haq paya hum ne?
Ab bhi waqt hai mana lo apne Rub ko

k Baab-e-maghfirat band hone ko hy.,.!

Post a Comment

0 Comments