Tere hath ki kash main wo Lakeer ban jaun.

Tere hath ki kash main wo
Lakeer ban jaun.
Kash main tera muqaddar
teri taqdeer ban jaun.

Main tujhe itna chahun k tu
bhool jaye har rishta.
Sirf main hi tere har rishtay
ki tasweer ban jaun.

Tu Aankhain band kare to
Aaun main hi nazar.
Is tarah main tere har
khuwab ki taabeer ban
jaun...!!

Post a Comment

1 Comments