Aadatan tum ne kar diye Waade,

Aadatan tum ne kar diye Waade,

aadatan ham ne aitabaar kiya.

teri raahon me barahaa ruk kar.

ham ne apna hi intazaar kiya.

ab na maangenge zindagi yaa rab.

ye gunaah ham ne ek baar kiya.

Post a Comment

0 Comments