Yaad0n k ye jugn0o, meri aankh0n men nazar band!

Yaad0n k ye jugn0o, meri aankh0n men nazar band!

Daikh0 mery aans0o, meri aankh0n main nazar band..

Chehray ka w0h ek ph0ol ha ab tak tar O taazah..

Ab tak ha w0h khushb0o meri aankh0n main nazar band!

Daikha t0 ye daikha, ke falak ha na zamee'n ha..

Pehlay tha ye pehl0o, meri aankh0n main nazar band..

kya kya na teray hussn ki bandish ha nazar par..

Rehta ha magar tu meri aankh0n main nazar band..

Post a Comment

0 Comments