Aansu Sare Palkon Se Chun Lo Na. "Sun Lo Na"

Tanha.
bikhra.
Toota Mera man Rota hai.
Jalna.
bhojna.
jane Aaesa kyun hota hai.

Aansu Sare Palkon Se Chun Lo Na.
"Sun Lo Na"

Raton ka hai Sunapan.
Tanhai me jalta tan.
Sansun me wirani hai.
Hain sannate din ba din.
Anjana sa koi man parhne me Aasani hai..
Chote sab sahare jaldi se pakro na.

Aansu Sare Palkon Se Chun Lo Na.
"Sun Lo Na"

Itne mushkil kab the din.
Janu Main na ye lekin.
Har pal hai kyun betarpi.
Kia likha tha Qise me aur kia aaya hai hisse me.
Bikhri hn Raiza Raiza.
Kaise jee rahi hn Aao dekho na.

Aansu Sare Palkon Se Chun Lo Na.
"Sun Lo Na"

Post a Comment

0 Comments