Wo Jo Meri Ankh MeinRehta Tha Kajal Ki Tarha

Wo Jo Meri Ankh Mein
Rehta Tha Kajal Ki Tarha
Aj Kajal Jo Lagaya To Buhat
Yaad Aya
Jis Ke Ane Se Sajati The
Dar-O-Bam Khabi
Aaj Ghar Jo Sajaya To
Buhat Yaad Aya
Kabhi Sajata Tha Phool
Meri Zulfoon Mein
Aaj Apne Hatoon Se Sajaya
To Buhat Yaad Aya
Har Eid Par Mitla Tha Us
Ka Pyar Bhara Khat
Aaj Use Khat Jo Likha To
Buhat Yaad Aya

Post a Comment

0 Comments