Yaad Aati hai Sarabon ki Tarhan.

Yaad Aati hai Sarabon ki Tarhan.

Tere Rothe howe khowabon ki Tarhan.

Main Teri Yaad me Aksar oqaat.

Aashk peeta hn Sharabon ki Tarhan.

Mere Aflaas ki Duniya me wo Shaks.

Mujh se Milta hai Nawabon ki Tarhan.

Main ne Chahat k darichon me Sanam.

Rakh dia Tujh ko Gulabon ki Tarhan.

Aaj Sajan ki Judai Aalam.

Dil py Guzri hai Aazabon ki Tarhan.

Poet: Rezwan Aalam

Post a Comment

0 Comments