Hawa ban kar bikhrne se usay kia farq parta hai

Hawa ban kar bikhrne se usay kia farq parta hai
Mere jene ya marne se usay kia farq parta hai

Usay to apni khushion se zara fursat nahi milti
Mere gham ke ubharne se usay kia farq parta hai

wasi us shakhs ki yaado main tum rote raho lekin

Tumhare aisa karne se usay kia farq parta hai

Post a Comment

0 Comments