Koi hum nasheen aisa mile

Koi hum nasheen aisa mile
Mere dard ki jo dawa kare

Na mujhe talash kisi or ki
Na wo reh sakey siwa mere

Meri aankhon mein hai tera aks
Shab e chand mein ye kaha kare

Mera chaand jab mere saath ho
To wo shab kabhi na dhala kare

Meri zindagi mera aks tu
uski har nazea ye kaha kare

Uske bin na mujh ko naseeb ho

Wo saans bhi jo jafa kare

Post a Comment

0 Comments