Usi ka naam liya Jo ghazal kahi Main ne.

Usi ka naam liya Jo ghazal kahi Main ne. Tamaam umar nibhaai hai dosti Main ne. Charaagh hun Main agr bujh gaya to kya gham. Ke jitni dair jalaa roshni to ki Main ne.

Post a Comment

0 Comments