Tumhare Naam kuch pal kar k sadyon ka sakon paya

Utha k rakh se zara Sitara kar k dekhein gay
Falak darya e herat ka kinara kar k dekhain gay

kisi din aaj k sholay se badal bhi banayein gay
kisi din baraf galay ko sharara kar k dekhein gay

koi pal khawab jhogno rok len gay apni Mohthi me
koi pal roshni ko istekhara kar k dekhein gay

kabhi khamosh lamho me karein gay guftugo jazbe
kabhi goya roton me horf ishara kar k dekhein gay

Tumhare Naam kuch pal kar k sadyon ka sakon paya
Tumhare Naam jeewan ab to sara kar k dekain gay

Suno Hum kaR Chokay Beyat janu ko kar chokay murshid
Suno kis ne kaha hum istekhara kar k dekhain gay

Tere Esas me zamm ho gaya Esas Aisha ka
Tere Esas ko khushbo ka dhara kar k dekhain gay

Post a Comment

0 Comments