jo apni baat se hum ko mukarna parr jaye

jo apni baat se hum ko mukarna parr jaye
to aesay jine se behtar hai marna parr jaye

ye hijar aesa hai jaise k zakham zakham hon aur
namak ki kaan se hum ko guzarna parr jaye

kuch is tarhan se wasi zindagi guzari hai
jo kaam aata nahi ho wo karna parr jaye

Post a Comment

0 Comments