Ek Aarzoo hai puri parwardigar kare,
Main dair se jaon wo Mera intzar kre.
Apne hathon se Sanwarun zlfein uski,
Wo shrma kr Mohabbat ka iqrar kre.
Lipat jay mjhse aalm-e-madhoshi men,
Or josh-o-janun men Mohabat ka izhar kre.
Ho shab-e-wisal aesi ya RAB!,
K bheegi zulfon se Mujhe bedaar kre.
Jab use chor k jana chahun Wasi,
Wo roke or ik raat ka israr kre,
"Qasam khuda ki Main kisi or ki ho nhi sakti",
Ye wada-e-wafa wo bar bar kre."
Main dair se jaon wo Mera intzar kre.
Apne hathon se Sanwarun zlfein uski,
Wo shrma kr Mohabbat ka iqrar kre.
Lipat jay mjhse aalm-e-madhoshi men,
Or josh-o-janun men Mohabat ka izhar kre.
Ho shab-e-wisal aesi ya RAB!,
K bheegi zulfon se Mujhe bedaar kre.
Jab use chor k jana chahun Wasi,
Wo roke or ik raat ka israr kre,
"Qasam khuda ki Main kisi or ki ho nhi sakti",
Ye wada-e-wafa wo bar bar kre."
2 Comments
Ek aarzoo hai puri parwardigar kare,
ReplyDeleteMen dair se jaon wo mra intzar kre.....plz ye bta dain.ye kis book.ki gazal.hae
Mujhe nahi pata kon si book se hai ye poetry. sorry dear :(
Delete