Kab tak wo mere ishq se inkaar karega

khud toot kar ek din mujhse Pyar karega

me itna jala dunga usay ishq ki aag mein

k izhaar wo mujse sar-E-bazaar karega.