Chalo hum maan laite hain,
Tumhen hum khoo chukay lekin,
Tumhari yad ab tak bhi,
Hamain betaab rakhti hai,
Hamari saans ab tak bhi,
Tumhari aas rakhti hai,
Magar ab ye bi suntay hain
Tumhain bhi mil gaya koi,
Magr afsos
Hum jaisa
Agar pao kahin tum to,
Mujhe doo harf likh daina,
ke
Manzil mil gai mujhko...
0 Comments