Kitna ikhtiyar tha usko apni chahat pe

Kitna ikhtiyar tha usko apni chahat pe

Is liye jab chaha yad kiya jab chaha bhula diya"



Janta tha wo mujko behlane k har andaz

Is liye jab chaha hansa diya jab chaha rula diya"



Rakhta to tha wo mera bohut hi kheyal

Is liye jab chaha khafa kiya jab chaha mana liya"

Lagta to tha usko ha mujse bohut hi piyar



Is liy jab chaha apna bana liya jab chaha daman chura liya..

Post a Comment

0 Comments