Ho Jaye Gi Mushkil Teri Aasaan Parha kar
Parhne k Liye Tujh ko Agar kuch Na Mile To
Chehron pe Likhe Dard k Unwaan Parha kar
Laraib Teri Rooh ko Taskeen Mile Gi
Tu Karb k Lamhaat Main Quran Parha kar
Paida Ho Tere Behr ki Moujon Main Talatum
Tu Hasti E Iqbal k Dewaan Parha Kar
Aa Jaye Ga "IQBAL" Tujhe Jeeney Ka Qareena
Tu Sarvar-E-Kounain (S.A.W.W) k Farmaan Parha kar
11 Comments
kia koi kindly yeh bta skta hy k yeh ghazal kis book sy li gai hy plzzzzzzzzzzz
ReplyDeleteYe bang-e-dara sy li gae hy...... Confirm hy
Deleteit is not by Allama Muhammad Iqbal. it is by iqbal azeem
ReplyDeleteIt is taken from the book(baang-e-draa) by our national poet Dr. Allama Muhammad Iqbal rehmtullah aleh
DeleteRooh ko taskeen mil gai. Great poet Hazrat Allama Iqbal. Every word HV msg for future as well.
ReplyDeleteits not Iqbal
DeleteYe bang e dra me kaise ho sakta hai jub allama ka hai hi nahi
ReplyDelete
ReplyDeleteSalam friends Ye Poetry Internet par Allama Iqbal k Naam Se Hi Publish hai is liye Main ne bhi Allama Iqbal k Naam Se Post ki Hai.
SubhanAllah
ReplyDeleteThis isn't Allama's, it's just thumped into his name
ReplyDeleteBohat khoob
ReplyDelete