Dil Yun Dharka K Pareshaan Hua Ho Jaisay


Dil Yun Dharka K Pareshaan Hua Ho Jaisay
Koi Be-Dhiyani Mein Nuqsaan Hua Ho Jaisay

Thaam Kar Haath Mera Aisa Woh Roya Mohsin
Koi Kafir Sey Musalmaan Hua Ho Jaisay. . . 

Post a Comment

0 Comments