Aag Dil Me Lagi Jab Woh khafa Huwa..


Aag Dil Me Lagi Jab Woh khafa Huwa..
Mehsoos huwa Tab, Jab Woh Judaa Huwa,

Kar Ke Wafa Kuch De Na Sake Woh...
Per Bohat Kuch De Gaye Jab Woh Bewafa Huwa...!! 

Post a Comment

0 Comments