Ek na ek din mujh se mil jane ka wada karo...


Ek na ek din mujh se mil jane ka wada karo...
Zindagi me meri phir se aane ka wada karo....

Bahut hi tanha hun main tumhare bina.....
Mujhe apne gale se lagane ka wada karo...

Choom kar mere hontho ko tum,
Meri saanso mein bas jaane ka wada karo...

Post a Comment

0 Comments