Main hi us ka sb kuch tha wo mujy kbi na bta ska'


Main hi us ka sb kuch tha wo mujy kbi na bta ska'

Wo meri baat na smjh saka na apni mjhy smjha saka'

Main ne jab bi jazbun ki us say baat krni chahi'

Na us ne meri suni na apni mjhy suna saka,

Main ne us ki furqat main saary jahan ko bhula dia'

Wo mera pher bi hua nhi na apna mjhy bana saka'

Waqt-e-Judaai mery zabt k daman toot gaye'

Main ne us say lipat k rona chaha wo hath bi na mila saka'

Ek arsy bad wo mila mjhy bs itna us ne kaha mjhy'

Na tm say pehly koi dil main tha na tery bad koi aa saka..

Post a Comment

0 Comments