KHAMOSHI:
Ek Esa darakht hai jis pr karwa phal nahi lgta..
HASAD:
Ek Esa marz hai jo insan ko andar or bahir se khatm krta hy..
SACHAI:
Ek Esi dawa hai jski lazat karwi magr taseer shehad se zyada meethi hy..
ZAHANAT:
Ek Esa nadir poda hai jo mehnat k bagher nahi lagta..
KHUSH AKHLAQI:
Ek Esi khushbu hai jo meelon door se mahsos hoti hy......
0 Comments