Kiya is tarhan saath nibhaya hai kisi ne

Chahat ki mehfil main bulaya hai kisi ne,
Khud bola ker phir sataya hai kisi ne,

Jab tak jaali hai shama jalta raha parwana,
Kiya is tarhan saath nibhaya hai kisi ne

Post a Comment

0 Comments